The Secret Behind Sudden Divorce Of top Actress Arij Fatima

The Secret Behind Sudden Divorce Of top Actress Arij Fatima


Arij Fatima Pakistani drama ki dunya main kafi jana pahchana naam hai. Unhon nay 2012 main apna acting career shoro kia. Laikin jald hi unhon nay apni pahchan bana li. Ab poory Pakistan main taqreeban har koi inahain janta hai. Unki acting inthai meture hai. Unhon nay kai hit dramon main kam kia hai. Thora arsa pahlay unhon nay shadi ka irada kia aur phir hum sub nay unki mangni aur shadi ki khabrain bhi suni aur social media peh daikhi bhi. Laikin abhi unki shadi ki khabrain pori tarha celebrate bhi nahein ki gai thein kay un sirf do hafty bad hi unki talaq ki khabr bhi a gai. Jis ki wazahat main Arij Fatima nay bataya kay family differences ki bina per aisa hova. Laikin haqeeqat kuch aur hi the. 
Laikin ab yeh news samany ai hai kay yeh shadi kise family differences ki wajah say nahein tooti balkay is ki asal wajah yeh hai kay un kay X husnband aik guy thay. Woh larkon kay sath taluqat rakhtay thay sirf yehi nahein balkay woh international girls suppliers bhi hain. tafseelat kay mutabiq Arij ko sirf aik haftay main hi in ki in donon khasoosiyat ka pata chal gia tha. Jis ki wajah say unhon nay dair kiye bgair in say talaq lay li. Wasy say to talaq napasandeeda fail hai laikin Arij ka qadm nihayat munasib aur qabl e tahseen hai. Keo aisay logon say jitni jaldi jan chura li jay bhtar hai.